Kuch rishte uparwala banata hai,
Aur kuch rishte shaadi ke laddoo khilakar
zindagi bhar nibhaye jaate hain!
We cordially invite you and your family to bless the beautiful beginning of Pankaj Bhai & Manisha Bhabhi new journey of love, laughter and togetherness.
Aapki presence se hamari khushi double ho jayegi, aur blessings se zindagi superhit!
Bas ab intezaar khatam hone wala hai...